Samsung mobile ka software kese kren
Tricks n Tips World
February 07, 2019
Android Devices Tricks
,
Mobile Devices Tricks
,
Mobile Phone Tricks
1 comment
Hello friends!
Aj men apke lye ek aur trick lay kar aya hon aur wo ye hay k jab bhi mobile hang ho jata hay ya ON nahe ho raha ya automatic ON/OFF ho raha ho ya aise koi problem ho to uska software kharab hota hay,aur usko new software ke zarye theek kya jata hay.
To aj men apko all Samsung mobile ka software karne ka method batata hon.
Requirements:
• Samsung USB Driver,
• Odin Flash Tool,• Flash File,
• Computer,
• Data Cabel.
● Sub se phle apne computer men Samsung USB Driver download kar ke install karen.
● Ab apne mobile ke model number ke hisab se official stock rom file download karen.
For example apka phone Galaxy Grand2 SM-G7102 hay to ap Google par aisa search karen.
⤵
Official Stock Rom For Galaxy Grand2 SM-G7102
● Ab apna mobile off karen aur phir,
Volume Down,
Power Button,
Home Button,
Ye 3no btton aik sath press karen to apka mobile download mode men chala jaega.
Phir aap volume up + ka button press karen.
● Ab apne jo Odin flash tool download kya hay usko extract karo aur usme Odin exe file meN hoga,usko open karen,
aur phir apne mobile ko USB cable ke zarye computer se connect karen jab connect ho jaye to added message show ho jaega computer men.
● Ab apne jo stock rom file download kiya tha usko extract karen aur usme tar.md5 file melega apko to aap Odin me PDA button par click kar k apna stock rom file me se tar.md5 wala file select karen aur phir neeche START par click karen.
● Ab flashing process start ho jayega,phir Odin men left side men pass message ka green option show ho jayega,phir mobile se data cable nikalen.
Ab apka mobile recovery mode men chala jaega,to ap wahan wape/cache ko bhi clear karen aur phir hard reset bhi karen auur phir reboot par click karen to apki mobile mem software complete install hon jaega.Apki mobile men jo bhi problem hoga wo software k zarye theek ho jayega.Ap ghar bethe apna mobile khud theek kar sakte ho,Samsung mobile ka software karane ke lye kisi software shop par jane ki zaroorat nahe hay.
Friends follow my blog and share my post.
Jazz ki sim par doosra balance account banaen aur apna balance mehfooz karen.
Asslam o Alaikum.
Friends! Umeed hay ke ap theek hon gay.
Friends! Umeed hay ke ap theek hon gay.
Aj men apke lye ek new trick lay kar aya hon.
Agar ap Mobilink Jazz user hain aur apki sim men balance hay aur ap dar rahe hain k internet chalane se ya koi aur free offers se apka balance khatam na ho jaye to ap apni jazz ki sim par doosra balance account banayen.Aur apne balance ko save kren.
Apki sim men ek doosra personal account open ho jayega,jisko secret account kehte hain.Agar ap is account men apna balance muntaqil karenge to apka balance save rahega..Agar ap Mobilink Jazz user hain aur apki sim men balance hay aur ap dar rahe hain k internet chalane se ya koi aur free offers se apka balance khatam na ho jaye to ap apni jazz ki sim par doosra balance account banayen.Aur apne balance ko save kren.
Doosra balance account bananay ka methid ye hay.
Ap sub se pehle apni jazz Sim se
*869# dial kar ke call button press karen,apka account activate ho jae ga.Create Jazz doosra balance |
● Ab phir *869# dial karen aur 1 se reply karen.Phir jitna balance ap apne Sim walay balance say doosra balance account men transfar karna chahte hain wo balance likhen aur phir confirm karen.
● Zarorat ke waqt agar ap apna balance Sim walay main account men muntaqil karna chahte hain to ap
*869*2* balance# dial Karen.
▒▒ Activation & Deactivation details and Charges▒▒
Activation code: *869#Deactivation code: *869*3#
Balance in code: *869*1#
Balance out vode: *869*2#
Activation charges: Rs:1.00
Friends jab ap doosra balance account say apni sim men balance wapas tranfer kren gay to ap ki sim men 1 rupee hona lazmi hay,agar 1 rupee nahi hoga to balance ap ki sim men nahi aega.
Dosto ap is account men zyada say zyada Rs:100 tak balance rakh sakte hain.
Jazz doosra balance |
Friends agar ap chahen to option no#3 ko select kar k is doosra balance account ko khatam bhe kar saktay hen,aur account ko khatam karne say apka doosra balance apki Sim men wapas ajae ga.
Friends! Umeed hy apko meri ye post pasand aegi.Plz follow my blog and share my post.
1 Mobile ka internet 10 mobiles men kese use kren
Tricks n Tips World
February 06, 2019
Android Devices Tricks
,
Mobile Devices Tricks
,
Mobile Phone Tricks
No comments
Asslam o Alaikum.
Friends! Umeed hay ke ap theek hon gay.
Aj men ap k lye ek aur trick k sath hazir hon.
Aj ki trick main men apko ye bataon ga ke ap ek mobile 📱 ka internet 10 🔟 aur mobiles main kese use ker sakte hen.
..................
Dosto is trick men ap sirf apni sim wala Internet share ker sakte han wifi nahi.
Ab apko kerna ye ha ke jis mobile 📱 main internet package hay us ki settings main jain settings main jane ke baad MORE ke button 🔲 pe click karen aur phir TETHERING AND PORTABLE HOTSPOT ke button 🔲 ko press karen us ke baad portable hotshot ko on ker dain..
Aur agar ap chahte hen k apka hotspot apka naam show kare ya us ka password change kerna ho to
Potable HOTSPOT setting men jain
aur configure hotspot pe click karen air apni marzi ki settings kar ke save kar dain.
Ab ap jis dosre mobile men internet istamal kerna chahte han us ka wifi on karen aur internet istamal karen.Is trah jab ap ke pas internet free na ho to ap kisi dost say lay saktay hen,ya apne kisi dost ko day saktay hen.
Screenshots ko follow karen.
Friends! Umeed hay ke ap ko aj ki meri ye post passand aaye hogi.
Plz follow my blog and share my post.

1 mobile ka net doosre mobiles men use karen |
Friends! Umeed hay ke ap ko aj ki meri ye post passand aaye hogi.
Plz follow my blog and share my post.
Delete Whatsapp messages for everyone
Asslam o Alaikum.
Friends! Umeed hy kay aap theek hon gay.
Aj men ap kay liye ek new trick lay kar aya hon k ap whatsapp par old messages apne aur receive karne walay ki tarf say kese delete kar saktay hen.
Ap Whatsapp par agar kisi ko ghalti say koi SMS send kar detay hen to who 7 minutes men easay delete ho jata hay,lekin jo old ho jay wo hamary draft say to delete ho jata hay lekin jis ko aap send kartay hen uske taraf say wo delete nahi hota.
To ap is trick say old messages bhe delete kar sktay ho.
Sab say pehly ap jis SMS ko delete karna chahte hen uske time aur date dekh len phir ap mobile ke setting men jaen,aur wahan wo he date aur time set kren,phir ap setting men jaen aur wahan Whatsapp par click kren aur usko force to stop kar den,
mobile ka data off kar den aur phir Whatsapp ko open karen data off par aur jo SMS delete karna hay us par finger dabaen,uper delete ka icon aye ga wahan click kren,wahan ek option aye ga delete for everyone,
ap nay us par click karna hay ap kay SMS par clock ka icon ban jay ga phir ap mobile ka data on karen wo SMS ap kay mobile say bhe delete ho jay ga, aur jis ko ap nay send kiya tha us taraf say bhe delete ho jaye ga.
Friends umeed hay ke ap ko aj ki ye post passand ae hogi.

Recover deleted photos on mobile
Tricks n Tips World
February 03, 2019
Android Devices Tricks
,
Mobile Devices Tricks
,
Mobile Phone Tricks
No comments
Asslam o Alaikum.
Friends! Umeed hay ke ap theek hon gay.
Aj men ap ke lye ek boht achi trick lay kar aya hon,jis say ap apni mobile say delete items recover kar saktay hen.Ye trick bohat hi useful hay.
To dosto trick ye hai ke ap apni deleted items,videos,pictures,music yani har wo cheez jo ap ne mobile say delete kar dee hay ya ghalti say delete ho gaee hay to ap
us ko recover kese kr sakte han bohat aasani se.
To sub say pehle ap ko Playstore men jana hoga aur wahan search karna hay "Restore Deleted Photos by Dumpster".
Aur ap is app ko Play Store k is link say bhe download kar saktay hen.
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.baloota.dumpster
Ye application free hay apne is ko apne mobile men download ker lena hay.Download kerne ke baad isko open karen aur is ko activate
kar lain ye bohat asani se activate ho jati hay,
aur phir activate kerne ke baad ap wapis back ajaen,ab is ke baad apse jo cheez bhi delete ho gi wo is app main chali jai gi ap wahan se recover kar sakte hen wo bhi bilkul free aur offline.Mobile say deleted items ko recover karne ke lye ye ek boht achi app hay.
Friends! Umeed hay ke ap ko ye post passand aaye gi.

Recover delete photos |

Subscribe to:
Posts
(
Atom
)
1 comment :
Post a Comment