1 Mobile ka internet 10 mobiles men kese use kren
Tricks n Tips World
February 06, 2019
Android Devices Tricks
,
Mobile Devices Tricks
,
Mobile Phone Tricks
No comments
Asslam o Alaikum.
Friends! Umeed hay ke ap theek hon gay.
Aj men ap k lye ek aur trick k sath hazir hon.
Aj ki trick main men apko ye bataon ga ke ap ek mobile 📱 ka internet 10 🔟 aur mobiles main kese use ker sakte hen.
..................
Dosto is trick men ap sirf apni sim wala Internet share ker sakte han wifi nahi.
Ab apko kerna ye ha ke jis mobile 📱 main internet package hay us ki settings main jain settings main jane ke baad MORE ke button 🔲 pe click karen aur phir TETHERING AND PORTABLE HOTSPOT ke button 🔲 ko press karen us ke baad portable hotshot ko on ker dain..
Aur agar ap chahte hen k apka hotspot apka naam show kare ya us ka password change kerna ho to
Potable HOTSPOT setting men jain
aur configure hotspot pe click karen air apni marzi ki settings kar ke save kar dain.
Ab ap jis dosre mobile men internet istamal kerna chahte han us ka wifi on karen aur internet istamal karen.Is trah jab ap ke pas internet free na ho to ap kisi dost say lay saktay hen,ya apne kisi dost ko day saktay hen.
Screenshots ko follow karen.
Friends! Umeed hay ke ap ko aj ki meri ye post passand aaye hogi.
Plz follow my blog and share my post.

1 mobile ka net doosre mobiles men use karen |
Friends! Umeed hay ke ap ko aj ki meri ye post passand aaye hogi.
Plz follow my blog and share my post.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment