In this blog you will find Tricks and Tips about Facebook,Whatsapp,YouTube,Mobile phones,Videos,Play store apps and many other topics,in Sindhi,Urdu and English languages.

Important Tips About Facebook

No comments

Asslam o Alaikum.

Friends! Umeed  Hay Ke Aap Theek Hongay.

Aj MeN Aapko Kuch Important Facebook Tips Bataonga,Jo Kafi Ahm HeN.
Dosto! Aap Log Facebook Use Karte Ho Aur Kaafi Hud Tak Expert Bhi Ho Chuke Honge Mager Phir Bhi Kuch Baatein Aise HeN Facebook Ke Bare MeN Jo Shayad Apko Pata Na Ho.
To Aaj Wo Jaan Lo.

Reports.

Ager Aap Kese Our Ke Account Par Zyada Se Zyada Report Karte rehte Ho To Uski Waja Se Apka Apna Account Bhi Blocked Ho Sakte Hay.

Pokes.

Poke Ka Istimal Us Waqt Karo Jab Apko Zarorat Ho.Har Account Ko Poke Na Karo.Sirf Trusted Account Ko Poke Karo,Warna Apka Account Blocked Ho Sakte Hay.

Friend Request .

Zyada Se Zyada Friend Request Send Na Kare,Aur Na Hi Ek Din MeN Zyada Friend Request Confirm Karen Warna Apka Account Blocked Ho Sakte Hay.

Groups Joining.

Zyada Se Zyada Group Join Na Karen,Warna Apka Account Blocked Ho Sakte Hay.

Spam Apps And Website.

Auto Likes Aur Auto Bot Jaisay Website Aur Apps Ka Istimal Zyada Na Kare.Ye Ik Spam Working Hay,Aur Facebook Ki Khilaf Hay,Aur Is Se Apka Account Blocked Ho Sakte Hay.

Sharing And Tags.

Apna Koi Bhi Post Zyada Se Zyada Share Na Karen,Aur Na Hi Zyada Tags Karen Apne Friends Ki Account Par,Warna Apka Account Blocked Ho Sakte Hay.

Name Changes.

Bar Bar Apne Account Ka Name Change Na Karen,Warna Apka Account Permanently Blocked Ho Sakte Hay.

Nude And Hot Post.

Aisa Post Na Karen Jo Sexy Aur Nude Ho,Warna Apka Account Blocked Ho Sakte Hay.

Fake Proof.

Ager Aap Apna Account Verified Karne Ki Koshish MeN HeN To Aap Real Proof Ka Istimal Karen Aur Fake Proof Ka Istimal Bilkul Na Karen Warna Apka Account Permanently Blocked Ho Sakte Hay.

Fake Name.

Koi Bhi Aisa Name Na Rakho Jo Fake Ho Ya Stylish Ho Jo Facebook Rules Ke Khilaf Ho Warna Apka Account Blocked Ho Sakte Hay.

Freiends! Umeed Hay Ke Apko Aj Ki Post Passand Ae Hogi.

No comments :

Post a Comment