Advantages Of Rooted Mobile
Asslam o Alaikum.
Friends! Umeed hay ke aap theek hongay.
Dear Friends! aj men ke ke sath ye baat share karne ja raha hun jis meN aapko ye bataonga ke Android Mobile ko root karne ka kiya faida hita hay.Smartphone root karne
ke kuch faide bhe heN aur kuch nuqsan bhe heN.
Android Smartphone ko root karne ke fayde ko maine kuch points meN
discribe kiya hay.

Advantages of Rooted Android Mobile Phone.
1. Internal memory ko badha sakte hay.
2. Apne Ram ko bhi badha sakte hay,jis se
aapke mobile ki speed bhe barh jati hay,aur aapka mobile hang nahi hoga.
3. Apne Apps ko internal memory se SD card pe move kar sakte geN,jis se aapki internal memory zyada nahi bharega.
4. Root karne ke baad aap aone Andriod ke performance ko behtar kar sakte heN,jis se aapke phone par multitasking aur gaming ka performance acha milta hay.
5. Android Smartphone ke battery ko badha sakte heN Apps ke zariye.
Example ke liye "Greenify App" aapke Phone k battery life ko badha
sakta hay.
6.Root karne ke baad aap apne Android mobile ko apne mun se customised kar sakte
hai,aese kai sare Apps mil jayenge aapko jo aapke smartphone ko customized karne meN aapki madad karenge.
Jaise ki Gravity Box,xposed modules etc bhe use kar sakte hain.

7.Dost uske ilawa rooted mobile hacking meN bhe helpful ho sakta hay.
Friends! Umeed hay ke aj ki post aapko achi lagi hogi.
Mobile/PC se related tricks k liye is blog ko follow karen.

Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment