Tricks n Tips World

In this blog you will find Tricks and Tips about Facebook,Whatsapp,YouTube,Mobile phones,Videos,Play store apps and many other topics,in Sindhi,Urdu and English languages.

How to remove your all Facebook friends in 1 click

No comments
Asslam o Alaikum.
Friends umeed hay ke aap theek hongay.

Aj men ap ko bataonga ke apne alll friends ko 1 click meN kese remove karen.


↓Follow these steps.

Step 1.
First you must open your Google Chrome browser.
Step 2.
You can Use it in Firefox also but Chrome is better.
Step 3.
Now Install Tempermokey in your Google Chrome.
Step 4.
Now simple install this user SCRIPT in Tempermonkey.
Step 5.
Now simply restart your Google Chrome browser. 
Step 6.
Now login in your Facebook account and open profile.
Step 7.
Now click on friends in click on script.
Step 8.
Just select all friends for remove it. 
Step 9.
You can delete also some friends. 
Step 10.
After select you can do it easily. 

Friends umeed hay ke apko ye post passand ae hogi.

No comments :

Post a Comment

How to turn off online option for someone on Facebook

No comments
Asslam o Alaikum.

Friends Umeed Hay Aap Theek Hongay.
 Aj MeN Aapke Liye Ek New Post Lekar Aya Hon Jis MeN Aapko Bataonga Ke Aap Facebook Par Kuch Logon Ke Liye Online Option Kese Off Karen.
Aap Facebook use Karte Ho To Yaqenon Aapke Boht Se Friends Bhe Hongay.
Aap Apne Friends MeN Se Sirf Kuch Logo Ke Liye Online Hote Ho Aur Sirf Kuch Friends Ke Sath Chat Karna Pasand Karte Honge.
Par Jab Bhi Aap Online Honge To Apka Chat Active Option Green Icon Ki Shakal MeN Aapke Tamam Friends Ko Nazar Aata Hay Aur Phir Bahut Se Friends Aapko Messages Kar Ki Disturb Karne Ki Koshish Karenge.
To Aap Kaisay Ye Option Un Logon Ke Liye Off Karen Ke Unko Pata Bhi Na Lage Ke Aap Online Hay Ya Offline.
Off Karne Ki Simply Option Wo Hay Jo Chat off Kare.Phir Tamam Friends Ke Liye Aap Offline Show Honge.But Hum Yaha Ye Option Sirf Kuch Friends Ke Liye Off Karenge Jo Apko Tang Karta Hay.

How To Turn Off Chat For Someone

1⃣
Sub Se Pehle Apna Facebook Account Computer MeN Ya Mobile Ki Koi HD Browser Me Desktop Version Se Open Kare..
Kyon Ki Ye Function Apko Sirf Desktop Version MeN Nazar Ayega.
2⃣
Ab Aap Apna Chat Open Kare.
To Yaha Apko Upar Ik Chota Sa Setting Ka Icon Nazar Ayega.
Aap Us Par Click Kare.

3⃣
Ab Yaha Par Apko Kuch Option Nazar Aayenge.To Aap Yaha
⇨ Advance Setting 
Par Click Kare.

4⃣
Ab Yaha Apko Upar
⇨ Turn Off Chat For Some Contact Only
Par Tick Laga Kar Search Me Wo Friends Search Kare.
Jeske Leye Aap Ye Option Off Karna Chahte Hai.

5⃣
Friends Search Karne Ke Bad Select Kare.
Aur Phir Neeche
⇨ Save
Par Click Kare.

Ab Is Shakhs Ke Leye Aap Online Show Nahi Honge.Aur Mazeed Friends Ke Liye Online Show Honge..
Friends Umeed Hay Ke Aapko Ye Post Passand Ae Hogi.

No comments :

Post a Comment

How to hide your last active time or last seen on Facebook

No comments
Asslam o Alaikum.

Friends umeed hay ke aap theek hongay.

Hello friends Facebook par boht se ese feature active howe hain jo shayd aap ko maloom na hon. 
Aur meri yahi koshish hoti hay ke aapke sath ese amazing tricks post karon.

Facebook ke last active time features se aapko
ye pata chal jata hay ki aapka dost kitni der
pehle online tha. 

Agar aapne kisi ko koi bhi message kiya hay to aapko pata chal jata hay ke wo tab se online aya hay ya nahi.Agar aaya hay to message parha hay ya nahi.
Agar aap apna last active time ko hide karna chahte heN to aap chrome extension se apna last active time ko hide kar sakte heN.

Chrome to aap jante hi heN ki ye kitna usefull
web browser hota hay.Chrome meN aapko
bohat se extension mil jayege. 

Isko karne ke liye kuch steps ko bata
raha hon jise aap ghor se read kar ke follow kare.



Follow these steps.

Step -1.Sabse pehle latest version ka
Chrome Browser install karen.

Step -2.Ab aap "Facebook Unseen Extension" Chrome Browser meN install karen.

Step -3.Jab extension install ho jaye.Ab
browser meN Facebook login karen,aur apne kisi
bhi friends se chat kare.

Step -4.Ab aapka koi bhi friend apka last
active time nahi dekh payega.

Mobile meN kaise use kare.Agar aap mobile me ise
use karna chahte hay to Facebook meN login
karke unseen apps ko active kar le,phir aapka
koi bhi last active time nahi dekh payega.

Friends aaj ki post meN maine apko bataya ke
Facebook messanger meN last seen kaise hide kare.Umeed hay aapko post pasand ae hogi.

No comments :

Post a Comment

FaceBook ID se Apps ko kese remove karen

No comments
Asslam o Alaikum.

Friends umeed hay ke aap theek hongay.
Aj meN aapko bataonga ke aap Facebook Account se kisi App ko kaise remove kare(kyon ke is se ap ki Id 100% hack ho skti hai).

Follow these steps.

   
Step 1: Facebook account meN login karne ke baad account ki setting meN jana hay phir App ke section meN jana hay.
Direct App ke setting meN ja sakte heN.
   
Step 2: Ab aapko Apps ki puri list dikh jayegi,ismeN se dekhen agar koi aesa App hay jisko aap
use nahi karte ya phir jiske bare meN nahi
jaante usko remove kardeN.Remove karne ke liye mouse uspar lejaye,phir
x ke icon par click kare.
   
Step 3:Ab ek Popup aayega.usmeN remove
ke button par click kareN,is trha aap sab Apps ko remove kar sakte heN.
   
Aap jin Apps ko permission dena
chate ho to uspar click karke set kar sakte ho.
App ko jo bhi Permission dena hay uspar tick
rehane de aur last meN save ke bhutton par click
karde.
   
To Friends meN aapse bilkul kehna chahunga ke
aap apne account meN ek baar Apps meN jakar
zarur check karen ke kahin koi aesa app to connect
nahi hay account me jiski aapko koi zarurat nahi
hay ya dhoke se ho gaya ho.
   
Jo fake App hay wo kaha se aa jate hay
Facebook Account meN?
Ye sawal bhi aapke dimag meN aa sakta hay.
To uska sidha sidha jawab hay,Autoliker se.
Koi bhi aesi site jo dekhne meN sahi nahi
lage to uske App ko Facebook se kabhi
connect nahi karen.
Aur agar majburi meN karna
bhi par raha ho to baad meN us Apps ko account se remove karde, jese upar bataya gaya hay.
   
Jab bhi kisi App ko Facebook se connect
kare to usko kya kya permision mil rahi hay
zarur ckeck karlen,allow karne ke pehle.
Edit info par click karke check kar sakte hay.
Kya kya info lega App hamare account
se.Is tarha ki hack se bachne ka sirf ye tarika
hay ki jo Website achi naa ho uske App ko
kabhi account se connect na karen.
Aur agar galti se ho bhi jata hay
to account ki setting meN jakar Apps ko
remove karde.
    
Friends umeed hay ke aapko ye post achi lagi hogi.

No comments :

Post a Comment

Twitter par 140 character se lambi tweet kese karen

No comments
Asslam o Alaikum

Friends Umeed Hay Ke Aap Theek Hongay.
Friends Twitter Par Jab Ham Tweet Karte HeN To Hamen 140 Character MeN Hi Apni Baat Likhni Hoti Hai,Lekin Kai Baar Aisa Hota Hai Ke
Ham Apni Baat 140 Character MeN Poori Nahi
Kar Patay.Aise MeN Ya To HumeN Apni Baat Bahut Had Tak Choti Likhni Parti Hay Ya Phir Alag Se Tweet Likhne Ki Zarurat Parti Hay.
Aur Ham Chahte HeN Ke Iski Limit 140 Characters Se Zyada Hojae.
Aj MeN Aapko Twitter Par 140 Character Se Lambi Tweet Karne Ke Baare MeN Bataonga.
 
Dosto Kuch Web Tools Aise Bhe Hain Jinki Madad Se Ham 140 Characters Se Lambi Tweet Kar Sakte Hain.

MeN Aapko Ek Aise Hi Tool Ke Baare MeN Batane Ja Raha Hoon Jiska Name Hay
<TallTweets>
Iske liye Aap
www.talltweets.com
Par jaiye.

Is Site Par Jane Ke Baad Aapko Twitter Par Sign In Ke Liye Kaha Jaega.
Aap Sign In Karne Ke Liye Sign In With Twitter Ke Button Par Click KareN.
Ab Ek New Page Open Hoga,Jisme hamen
Apna Twitter Ka Username Aur Password
Daal Kar Tall Tweets Ko Allow Karna Parega.

1. Apna Twitter Username Dalen.
2. Password Dalen.
3. Authorize App Button Par Click KareN.

Ab Wapas Tall Tweets Ki Site Par Aa Jayegen.. 
Ab Ham Apni Lambhi Tweet Type Kar Sakte HeN.

1. Apni Tweet Type Karen.Kitni Bhe Lambhi Ho 140
Character Se Lambhi Bhe Ho To Koi Dikkat Nahi Hay.
2. Tweet Kis Prakar Karna Hay Wo Select Karen.

1.Tweetstorm (text) – Isme Aapka
Message Agar 140 Character Se Lamba Hoga
To Wo 2 Tweet Ya Us Se Zyada MeN
Twitter Par Tweet Ho Jayega..
2. Tweetshot (image) – Hamara Jo Bhe Message Hay Uske Text Ka Photo Khich Kar Twitter Par Share Hojaega.
3. Tweet Ke Button Par Click KareN Last MeN.
Is Trha Aap 140 Character Se Lambe Tweet Kar Saken Gay.

Actually Ye Web Tool Ek Khas Tarike Se Kaam Karta Hay,Aur Ye 140 Characters Se Lambi Tweets Ko Publish Karta Hay.

Ya Phir Uski Picture Lekar Usko Publish Karta Hay.Iske Zariye Aap Asani Se Lambi Tweet Kar Sakte HeN.
Friends! Umeed Hay Ke Aapko Ye Post Passand Ae Hogi.

No comments :

Post a Comment

Twitter 40404 se anay waly SMS ko kese stop karen

No comments
Asslam o Alaikum.

Friends Umeed Hay Ke Aap Theek Hongay.
Aj MeN Aapko Bataonga Ke Twitter 40404 Se Aany Walay SMS Ko Kese Stop Karen.

Wesay Ye Tricks Itna Import Nahi Hay Lekin Kuch Log SMS Ke Shoqen Hote Hain Aur Kuch Bhi Active Kar Lete Hain Par Phir Ye SMS Preshani Ka Bais Ban Jate HeN, Kyon Ke Jab Aap Koe Service Active Karte Hain To Wahan Se Kabhi Advertise Aur Spam SMS Bhe Ate Hain.
Phir Ham Personlly SMS Read Nahi Kar Sakte HeN.
Ab Aap Is Preshani Se Kese Chutkara Le Sakte HeN.
Sub Se Pahly Write Message MeN Ja Kar
Off Likh Kar 40404 Pe Send Kardo,Reply MeN 1 SMS Aeyga. 
Agar Aap Fully News Alert Khatm Karna Chahte HeN To "STOP" Likh Kar Reply Karo. Is Se Aapka Number Unke List Se Delete Ho Jaiga.
Agar Temperory Tor Pe Khatm Karna Chahte Ho To
Us SMS Ka Reply Na Karo.
Agar Aap Dobara Ye Service Activate Karna Cahte HeN To Sirf ON Likh Kar 40404 Pe Send Kar DeN,Aapki Service Dobara Activate Ho jaegi.

Friends! Umeed Hay Ke Aj Ki Post Aapko Passand Aegi.

No comments :

Post a Comment

Android Mobile ko Laptop ya PC par wirless Mouse ki trah kese use karen

No comments
Asslam o Alaikum.

Friends umeed hay ke app theek hongay.
Aj meN apko batanga ke aap anpne Laptop ya PC par apne Android Mobile ko kisi wirless Mouse ki tarh kese use kar sakte heN.

Follow these steps.

1: Sab se pehle Laptop ya PC se "Remote Mouse App" download kar ke install kar leN.Iska link ye hay.
http://www.remotemouse.net

2: Ab Mobile ke Play Store meN jakar ek aur App "He Remote Mouse" install karen.

3: Uske baad Mobile setting meN jana hay aur Mobile Hotspot ko On kar dena hay.

4:Ab aap ne networks meN jakar Mobile WiFi ko Laptop ya PC se connect kar dena hay.

5: Ab "Remote Mouse" wali jo App Mobile meN install ki thi usko open karna hay.

6:Open karne ke baad ab aap Mobile ki LCD par touch karen gay to Laptop ya PC par Mouse move karega,aur is trah Mobile ke zariye Laptop ya PC par wirless Mouse use kar sakte heN.

➡ 
Friends umeed hay ke aap ko ye post passand aegi.

No comments :

Post a Comment