Twitter par 140 character se lambi tweet kese karen
Asslam o Alaikum
Friends Umeed Hay Ke Aap Theek Hongay.
Friends Twitter Par Jab Ham Tweet Karte HeN To Hamen 140 Character MeN Hi Apni Baat Likhni Hoti Hai,Lekin Kai Baar Aisa Hota Hai Ke
Ham Apni Baat 140 Character MeN Poori Nahi
Kar Patay.Aise MeN Ya To HumeN Apni Baat Bahut Had Tak Choti Likhni Parti Hay Ya Phir Alag Se Tweet Likhne Ki Zarurat Parti Hay.
Aur Ham Chahte HeN Ke Iski Limit 140 Characters Se Zyada Hojae.
Aj MeN Aapko Twitter Par 140 Character Se Lambi Tweet Karne Ke Baare MeN Bataonga.
☀
Dosto Kuch Web Tools Aise Bhe Hain Jinki Madad Se Ham 140 Characters Se Lambi Tweet Kar Sakte Hain.
☀
MeN Aapko Ek Aise Hi Tool Ke Baare MeN Batane Ja Raha Hoon Jiska Name Hay
<TallTweets>
Iske liye Aap
www.talltweets.com
Par jaiye.
☀
Is Site Par Jane Ke Baad Aapko Twitter Par Sign In Ke Liye Kaha Jaega.
Aap Sign In Karne Ke Liye Sign In With Twitter Ke Button Par Click KareN.
Ab Ek New Page Open Hoga,Jisme hamen
Apna Twitter Ka Username Aur Password
Daal Kar Tall Tweets Ko Allow Karna Parega.
☀
1. Apna Twitter Username Dalen.
2. Password Dalen.
3. Authorize App Button Par Click KareN.
☀
Ab Wapas Tall Tweets Ki Site Par Aa Jayegen..
Ab Ham Apni Lambhi Tweet Type Kar Sakte HeN.
☀
1. Apni Tweet Type Karen.Kitni Bhe Lambhi Ho 140
Character Se Lambhi Bhe Ho To Koi Dikkat Nahi Hay.
2. Tweet Kis Prakar Karna Hay Wo Select Karen.
☀
1.Tweetstorm (text) – Isme Aapka
Message Agar 140 Character Se Lamba Hoga
To Wo 2 Tweet Ya Us Se Zyada MeN
Twitter Par Tweet Ho Jayega..
2. Tweetshot (image) – Hamara Jo Bhe Message Hay Uske Text Ka Photo Khich Kar Twitter Par Share Hojaega.
3. Tweet Ke Button Par Click KareN Last MeN.
Is Trha Aap 140 Character Se Lambe Tweet Kar Saken Gay.
☀
Actually Ye Web Tool Ek Khas Tarike Se Kaam Karta Hay,Aur Ye 140 Characters Se Lambi Tweets Ko Publish Karta Hay.
☀
Ya Phir Uski Picture Lekar Usko Publish Karta Hay.Iske Zariye Aap Asani Se Lambi Tweet Kar Sakte HeN.
Friends! Umeed Hay Ke Aapko Ye Post Passand Ae Hogi.

Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment