Android Mobile ko Laptop ya PC par wirless Mouse ki trah kese use karen
Asslam o Alaikum.
Friends umeed hay ke app theek hongay.
Aj meN apko batanga ke aap anpne Laptop ya PC par apne Android Mobile ko kisi wirless Mouse ki tarh kese use kar sakte heN.
http://www.remotemouse.net
➡2: Ab Mobile ke Play Store meN jakar ek aur App "He Remote Mouse" install karen.
➡3: Uske baad Mobile setting meN jana hay aur Mobile Hotspot ko On kar dena hay.
➡4:Ab aap ne networks meN jakar Mobile WiFi ko Laptop ya PC se connect kar dena hay.
➡5: Ab "Remote Mouse" wali jo App Mobile meN install ki thi usko open karna hay.
➡6:Open karne ke baad ab aap Mobile ki LCD par touch karen gay to Laptop ya PC par Mouse move karega,aur is trah Mobile ke zariye Laptop ya PC par wirless Mouse use kar sakte heN.
➡
Friends umeed hay ke aap ko ye post passand aegi.
Friends umeed hay ke app theek hongay.
Aj meN apko batanga ke aap anpne Laptop ya PC par apne Android Mobile ko kisi wirless Mouse ki tarh kese use kar sakte heN.
Follow these steps.
➡1: Sab se pehle Laptop ya PC se "Remote Mouse App" download kar ke install kar leN.Iska link ye hay.http://www.remotemouse.net
➡2: Ab Mobile ke Play Store meN jakar ek aur App "He Remote Mouse" install karen.
➡3: Uske baad Mobile setting meN jana hay aur Mobile Hotspot ko On kar dena hay.
➡4:Ab aap ne networks meN jakar Mobile WiFi ko Laptop ya PC se connect kar dena hay.
➡5: Ab "Remote Mouse" wali jo App Mobile meN install ki thi usko open karna hay.
➡6:Open karne ke baad ab aap Mobile ki LCD par touch karen gay to Laptop ya PC par Mouse move karega,aur is trah Mobile ke zariye Laptop ya PC par wirless Mouse use kar sakte heN.
➡
Friends umeed hay ke aap ko ye post passand aegi.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment