Check sent friend request on Facebook
Asslam o Alaikum.
Friends umeed hay ke ap theek hongay.
Aj mein ek new post ke sath hazur hon.
Friends umeed hay ke ap theek hongay.
Aj mein ek new post ke sath hazur hon.
Check sent friend request on Facebook
Is post me ham baat karte hain facebook ke baare mein.
Ham sabhi hamesha kisi na kisi ko friend request send karte hain,kuch log hamari request accept kar lete hen aur kuch log nahi karte,agr wo log hamari request accept nhi kartay hain to hamen pata nahi chalta hai ke ham ne kab kis ko friend request send kiya tha.Jab hamara friend request accept nhi hota hai to hamra ID block hone ka chance barh jata hai,kyon ki ziyda friend request send karne se I'd block ho jati hai.
To main ap ko is post se ye clear kar dunga,kaise ham Facebook sent friend request ko check karte hain or usay kis trah cancel karte hain.
To us ke lye ap ko kuch steps follow karna hongay.
Follow these 5 steps.
Step 1.
Sabse pehle ham apna facebook account mein login karte hain,jis mein ham apna bjeja gaya friend request check karna chahte hain.
Step 2.
Facebook account me login karne ke baad ham upar friends ka option par click karte hai,jaisa aap dekh rahe hain.
Check sent facebook friend requests |
Step 3.
Is ke baad ham see all friends request par click karte hain.
Check sent facebook friend requests |
Step 4.
Is ke baad ap nichay jayen wahan par ik option milega view send request us par click karna hay.
Check sent facebook friend requests |
Step 5.
View send request par click karne ke baad ap un tamam logon ke name dekh sakte hain ke aap ne kis kis ko friend request send kiya hai,aur uske nichay cancel request ka option milega aap us par click karke apne friend request ko cancel kar sakte hai.
Dosto umeed hay ke ap ko meri aj ki post check sent friend request on Facebook passsnd ae hogi.
Plz follow my blog and share my post.
Plz follow my blog and share my post.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment